SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar-sham.e.n"
Sher MATCHES FOR "zar-sham.e.n"
Sher
kahtaa hai aaftaab zaraa dekhnaa ki ham
Duube the gahrii raat me.n kaale hu.e nahii.n
Shakeb Jalali
Sher
Farah iqbal
Sher
Hamida Shaheen
Sher
ham tire hijr me.n yuu.n zard hu.e jaate hai.n
log takte hai.n to hamdard hu.e jaate hai.n
Ashfaq Shaheen
Sher
na puuchh kitnii ba.Dii tiirgii ko paar kiyaa
zaraa sii raushnii aa.nkho.n me.n bharne vaale ne
Javed Shaheen
Sher
Allama Iqbal
Sher
Ameer Khusrau
Sher
Ashfaq Shaheen
Sher
husn hai zaat mirii ishq sifat hai merii
huu.n to mai.n sham.a magar bhes hai parvaane kaa
Fani Badayuni
Sher
sham.a kaa shaana-e-iqbaal hai taufiiq-e-karam
Guncha gul hote hii KHud saahab-e-zar hotaa hai
Habeeb Moosavi
Sher
KHayaal tak na kiyaa ahl-e-anjuman ne zaraa
tamaam raat jalii sham.a anjuman ke liye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
raato.n ko aa.nkh uThaa ke zaraa dekh to sahii
kyaa shakle.n jalva-gar hai.n falak ke ravaaq me.n