SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar-sham.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "zar-sham.e.n"
Ghazal
TuuTaa jo vo to shaam-e-shafaq-zaad KHatm thii
saa.nso.n me.n phuul khilne kii mii.aad KHatm thii
Musavvir Sabzwari
Ghazal
dayaar-e-ishq kii sham.e.n jalaa to sakte hai.n
KHushii mile na mile muskuraa to sakte hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
sabiih chehre hasiin sub.he.n udaas shaame.n
sabhii manaazir ko zar kamaane me.n chho.D aa.e
Iqbal Nadeem
Ghazal
jo a.alaa zarf hai.n maaluum hai unhe.n 'shaahiin'
saliiqa chaahiye insaa.n ko Gam uThaane kaa
Salma shaheen
Ghazal
ye barf-zaar badan se na jaa.n se niklegaa
lahuu ho sard to sho.ala kahaa.n se niklegaa
Javed Shaheen
Ghazal
Raza Vasfi
Ghazal
balaa-kash-e-Gam-e-getii hai jaan-e-zaar abhii
hayaat sar pe uThaa.e hu.e baar abhii
Jaleel Sherkoti
Ghazal
ik hashr saa bapaa thaa mire dil me.n ai 'shakeb'
kholii.n jo khi.Dkiyaa.n to zaraa shor ghaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
'shakeb' kaisii u.Daan ab vo par hii TuuT ga.e
ki zer-e-daam jab aa.e the pha.Dpha.Daa.e bahut
Shakeb Jalali
Ghazal
aaj unhe.n dekh liyaa bazm me.n farzaano.n kii
ham ne taariif sunii thii tire diivaano.n kii
Habab Tirmizi
Ghazal
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
Karam Hyderabadi
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
garmii-e-husn ba.Dhii sard hu.aa aashiq-e-zaar
sham.a ke phuul se bijlii girii parvaane par
Qadr Bilgrami
Ghazal
Kashif Husain Ghair
Ghazal
ba.Dh gayaa hai is qadar ehsaas-e-mahruumii 'shakeb'
log apnii zaat se kaT kar guzar karne lage
Ragib Shakeb
Ghazal
vo lahuu ro.ii hai.n aa.nkhe.n ki bataanaa mushkil
ab ko.ii KHvaab in aa.nkho.n me.n sajaanaa mushkil
Jamal Panipati
Ghazal
Duubaa jaataa hai ye kyuu.n aaj dil-e-zaar 'shakeb'
bazm-e-ahbaab vahii aish ke saamaa.n bhii vahii
Shakeeb Rizvi
Ghazal
ab apnii zaat kaa idraak ho chalaa hai 'shabiin'
ki merii jaan me.n hai jo bhare jahaan me.n hai