SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziina"
Sher MATCHES FOR "ziina"
Sher
baap ziina hai jo le jaataa hai uu.nchaa.ii tak
maa.n du.aa hai jo sadaa saaya-figan rahtii hai
Sarfraz Nawaz
Sher
taa-falak le ga.ii betaabi-e-dil tab bole
hazrat-e-ishq ki pahlaa hai ye ziinaa apnaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
tai kar ke dil kaa ziina vo ik qatra KHuun kaa
palko.n kii chhat tak aayaa to lekin giraa nahii.n
Ibraheem Hosh
Sher
adab kaa ziina milaa ziist kaa qariina milaa
kahaa.n kahaa.n na tire Gam se istifaada hu.aa
Jawaz Jafri
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
Ain Tabish
Sher
paamaaliyo.n kaa ziina hai arsh se bhii uu.nchaa
dil us kii raah me.n hai kyaa sarfaraaz meraa
Sharaf Mujaddidi
Sher
Ahmad Jahangir
Sher
Munawwar Rana
Sher
Rahat Indori
Sher
dard aisaa hai ki jii chaahe hai zinda rahiye
zindagii aisii ki mar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Sher
Saghar Azmi
Sher
Saba Afghani
Sher
utar bhii aa.o kabhii aasmaa.n ke ziine se
tumhe.n KHudaa ne hamaare liye banaayaa hai