SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziina"
Ghazal MATCHES FOR "ziina"
Ghazal
ziina sabaa kaa Dhuu.nDtii hai apnii musht-e-KHaak
baam-e-buland yaar kaa hai aastaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
radiif qaafiya bandish KHayaal lafz-garii
vo huur ziina utarte hu.e sikhaane lagii
Shahzad Qais
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
ab na vo chhat hai na vo ziina na anguur kii bel
sirf ik us ko bhulaane kii qasam baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
ik kiran thaam ke mai.n dhuup-nagar tak pahu.nchaa
kaun saa arsh hai jis kaa ko.ii ziina hii nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
sub.h ke ziina-e-KHaamosh pe qadmo.n ke gulaab
shaam kii band havelii me.n ha.nsii kaa jaaduu
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kisii taraf ko.ii ziina nazar nahii.n aataa
mai.n us ke zehn me.n kyuu.n-kar utar ke dekhuu.ngii
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
palaT pa.Daa huu.n shu.aa.o.n ke chiith.De o.Dhe
nasheb-e-ziina-e-ayyaam par asaa rakhtaa
Majeed Amjad
Ghazal
daar hii bantii hai ai dil ziina-e-meraaj-e-ishq
KHvaab-e-aaGaaz-e-mohabbat kii yahii taabiir hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
falak se uupar bhii ek chhat hai zamiin aisii
falak ke us paar ek ziina banaa rahaa huu.n