SEARCH RESULTS
Showing search results for "zone"
Sher MATCHES FOR "zone"
Sher
utar bhii aa.o kabhii aasmaa.n ke ziine se
tumhe.n KHudaa ne hamaare liye banaayaa hai
Bashir Badr
Sher
hame.n KHabar hai zan-e-faahisha hai ye duniyaa
so ham bhii saath ise be-nikaah rakhte hai.n
Sahba Akhtar
Sher
mai.n gin rahaa thaa shu.aa.o.n ke be kafan laashe
utar rahii thii shab-e-Gam shafaq ke ziine se
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
yaad-e-jaanaa.n utar ke aa.ii hai
shab ke ziine se chaa.ndnii kii tarah
Meer Naqi Ali Khan Saqib
Sher
KHatm karnaa chaahtaa huu.n pech-o-taab-e-zindagii
yaad-e-gesuu zor-e-baazuu ban mire shaane me.n aa
Natiq Gulavthi
Sher
kyaa KHuub 'barq' tuu ne dikhaayaa hai zor-e-tab.a
kaaGaz pe rakh diyaa hai kalejaa nikaal ke
Munshi Ram Rakha Barq
Sher
ye zor-e-barq-o-baad ye tuufaan al-amaa.n
mahruum ho na jaa.e.n kahii.n aashiyaa.n se ham
Mahesh Chandra Naqsh
Sher
naKHl-e-anaa me.n zor-e-numuu kis Gazab kaa thaa
ye pe.D to KHizaa.n me.n bhii shaadaab rah gayaa
Anjum Khaleeq
Sher
pahlaa qadam hii aaKHirii ziine pe rakh diyaa
yaa'nii jo dil kaa bojh thaa siine pe rakh diyaa
Sabir Zafar
Sher
baat pahu.nche samaa.at ko taasiir de kis tarah
lafz hai.n aur lafzo.n me.n zor-e-bayaanii nahii.n
Zafar Imam
Sher
'hilaal' aur ziyaada ho teraa zor-e-qalam
ye shaa.erii tirii dil kii zabaan tak pahu.nchii
Hilal Badayuni
Sher
garche kyaa kuchh the magar aap ko kuchh bhii na ginaa
ishq barham-zan-e-kaashaana-e-pindaar rahaa
Anwar Dehlvi
Sher
mere dil-e-shikasta ko kahtii hai dekh KHalq
kyaa zor-e-aa.iina hai ye hove agar durust
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
gir pa.Daa tuu aaKHirii ziine ko chhuu kar kis liye
aa gayaa phir aasmaano.n se zamii.n par kis liye
Afzal Minhas
Sher
Duub jaa.e na kahii.n zor-e-talaatum me.n 'asad'
ik nazar shaah-e-umam mere safiine kii taraf
Asad Awan
Sher
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
ai charKH-e-piir zor-e-javaanii se dar-guzar
ab paas chaahiye tujhe pusht-e-KHamiida kaa
Naseem Dehlvi
Sher
zo'm-e-tuqaa hijaab-e-tazaahur nifaaq kaa
har jaa raqam hai is me.n bhii izn o qum-e-daroG