SEARCH RESULTS
Showing search results for "zone"
Ghazal MATCHES FOR "zone"
Ghazal
utar bhii aa.o kabhii aasmaa.n ke ziine se
tumhe.n KHudaa ne hamaare liye banaayaa hai
Bashir Badr
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
unhe.n savaal pe zom-e-junuu.n hai kyuu.n la.Diye
hame.n javaab se qat-e-nazar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa kyaa na us ko zom-e-masiihaa.ii thaa 'umiid'
ham ne dikhaa.e zaKHm to chehra utar gayaa
Ummeed Fazli
Ghazal
mujh saa be-maaya kahaa.n aur kahaa.n zom-e-kalaam
ai mire rabb-e-suKHan terii ataa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
na tum ko KHud pe bharosa na ham ko zom-e-vafaa
na e'tibaar-e-jahaa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
the bahut naayaab vo nuur-e-qalam zor-e-bayaa.n
sho.ala uTThaa jab junuu.n kaa phir vahii naayaab the
Hasan Naim
Ghazal
ye lag rahaa hai mohabbat ke pahle ziine par
ki jis maqaam pe huu.n ye maqaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Ghazal
us se mile to zom-e-takallum ke baavajuud
jo soch kar ga.e vahii aksar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mil rahaa hai sub.h ke taare se jaataa maahtaab
raat ke taariik ziine se utar jaane ke ba.ad
Javed Shaheen
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
aksar ba-zom-e-tark-e-mohabbat KHudaa gavaah
guzraa chalaa gayaa huu.n dayaar-e-habiib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
tuu ishq ke tuufaan ko baa.nho.n me.n jaka.D le
allaah kare zor-e-shabaab aur ziyaada
Hasrat Jaipuri
Ghazal
jinhe.n rahtaa thaa zo'm-e-dil-faroshii
unhe.n ab ke KHasaara ho gayaa hai