SEARCH RESULTS
Showing search results for "'aasima'"
Ghazal MATCHES FOR "'aasima'"
Ghazal
mai.n ab bhii yaad to kartii huu.n aasima us ko
usii kaa Gam hai jise mai.n sahaar letii huu.n
Asima Tahir
Ghazal
zinda rahne ko bhii laazim hai sahaaraa ko.ii
kaash mil jaa.e Gam-e-hijr kaa maaraa ko.ii
Asima Faraz
Ghazal
ham ne jazbaat ko siine me.n dabaa rakkhaa hai
dil ne is par ba.Daa tuufaan uThaa rakkhaa hai
Asima Faraz
Ghazal
jhiil sii aa.nkh ko dariyaa.o.n kaa dhaaraa kar ke
KHush hai vo shaKHs ye nuqsaan hamaaraa kar ke
Asima Faraz
Ghazal
dil me.n rah jaate hai.n sab log bhulaane vaale
ham hai.n har haal me.n rishto.n ko nibhaane vaale
Asima Faraz
Ghazal
gar mohabbat ho to aisaa nahii.n karte jaanaa.n
biich raste me.n to chho.Daa nahii.n karte jaanaa.n
Asima Faraz
Ghazal
hijr me.n vasl ke imkaan banaa sakte hai.n
KHud ko Dhuu.nDe.n to tirii zaat ko paa sakte hai.n