SEARCH RESULTS
Showing search results for "'ashraf'"
Ghazal MATCHES FOR "'ashraf'"
Ghazal
tiraa vajuud hai laa-raib ashraf-o-aa’laa
jo sach kahuu.n to nahii.n mai.n bhii arzal-o-asfal
Ahmad Faraz
Ghazal
aalam me.n agar ishq kaa baazaar na hotaa
ko.ii kisii bande kaa KHariidaar na hotaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
kaise kaTaa ye shab kaa safar dekhnaa bhii hai
bujhte diye ne vaqt-e-sahar dekhnaa bhii hai
Ashraf Yousafi
Ghazal
ashraf-ul-maKHluuq kahte hai.n usii majbuur ko
jis kaa ko.ii kaam be-dast-e-du.aa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
de aayaa apnii jaan bhii darbaar-e-ishq me.n
phir bhii na ban sakaa KHabar aKHbaar-e-ishq me.n
Ashraf Shad
Ghazal
dasht-e-fanaa me.n dekhaa musaavaat kaa uruuj
ashraf nahii.n rahaa ko.ii asfal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
gul-e-KHurshiid khilaa.uu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
sub.h se haath milaa.uu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Ashraf Javed
Ghazal
itne ehsaan to farhaad ke 'ashraf' par hai.n
sab ko Dar hai ye jo kahte hai.n vo kar jaa.e.nge
Ashraf Jahangeer
Ghazal
zeb us ko ye aashob-e-gadaa.ii nahii.n detaa
dil mashvara-e-naasiya-saa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
tumhaare baad bhii sab pe yaqiin karte hu.e
mare.nge ham bhii kisii din kisii pe marte hu.e
Ashraf Jahangeer
Ghazal
ashraf-ul-KHalq hai laqab us kaa
pahle insaa.n bano KHudaa na bano
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Ashraf Yousafi
Ghazal
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
'aarzuu' jaane bhii kaise ko.ii rutba maa.n kaa
ruu-e-jannat se hasii.n lagtaa hai talvaa maa.n kaa