SEARCH RESULTS
Showing search results for "'bebaak'"
Ghazal MATCHES FOR "'bebaak'"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
dil soz se KHaalii hai nigah paak nahii.n hai
phir is me.n ajab kyaa ki tuu bebaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
ek aa.nsuu thaa ki dariyaa-e-nadaamat thaa 'faraaz'
dil se bebaak shanaavar ko Duboyaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
use mutrib-e-bebaak ko.ii aur bhii naGma
ai saaqi-e-fayyaaz sharaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
yuu.n Gair se bebaak ishaare sar-e-mahfil
kyaa ye mirii zillat hii nahii.n aap ke nazdiik
Hasrat Mohani
Ghazal
guftaar me.n vo apnii bebaak ho gayaa hai
jaise ki har kamii se vo paak ho gayaa hai
Fauzia Mughal
Ghazal
bebaak aadmii huu.n magar huu.n to aadmii
sharm aa rahii hai pyaar kaa matlab nahii.n pataa
Muzdam Khan
Ghazal
na sitaare me.n hai ne gardish-e-aflaak me.n hai
terii taqdiir mire naala-e-bebaak me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
jo sohbat-e-aGyaar me.n is darja ho bebaak
us shoKH kii sab sharm-o-hayaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
yahii lahja thaa ki meyaar-e-suKHan Thahraa thaa
ab isii lahja-e-be-baak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ramzii.n hai.n mohabbat kii gustaaKHii o bebaakii
har shauq nahii.n gustaaKH har jazb nahii.n bebaak
Allama Iqbal
Ghazal
ishq-e-bebaak ko da.ave the bahut KHalvat me.n
kho diyaa saaraa bharam sharm-o-hayaa se pahle
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yahii zamaana-e-haazir kii kaa.enaat hai kyaa
dimaaG raushan o dil tiira o nigah bebaak
Allama Iqbal
Ghazal
Gairo.n se mil ke hii sahii be-baak to hu.aa
baare vo shoKH pahle se chaalaak to hu.aa