SEARCH RESULTS
Showing search results for "'gavvaas'"
Ghazal MATCHES FOR "'gavvaas'"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
log Gavvaas bane phirte hai.n dariyaa dariyaa
meraa qatre me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
jitne Gavvaas the vo tah se na KHaalii lauTe
jo shanaavar the unhe.n haath na gauhar aayaa
Zafar Siddiqui
Ghazal
Gavvaas gar samajhtaa hai KHud ko to ai 'zakii'
to bahr-e-fan me.n Duub ke gauhar talaash kar
Kaukab Zaki
Ghazal
Gawwas Qureshi
Ghazal
Duubuu.ngaa gar hai mere muqaddar me.n Duubnaa
Gavvaas-e-bahr-e-ishq ko saahil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aa.nkho.n ne kabhii merii ye manzar nahii.n dekhaa
Gavvaas ne aisaa kabhii gauhar nahii.n dekhaa
Zishan Mustafa
Ghazal
Gawwas Qureshi
Ghazal
dhuup jaise qahqahe hai.n ret jaisii baat hai
tuu agar Gavvaas hai to ret me.n dariyaa ugaa
Ghayas Mateen
Ghazal
dil hu.aa chaah-e-zaqan hii me.n Gariiq-e-rahmat
is me.n Gavvaas-e-nazar garche utaaraa apnaa
Shah Naseer
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Gavvaas-e-bahr-e-ilm hai.n girdaab-e-hirs me.n
baazaar me.n hai.n la.al-o-gohar kam bahut hii kam
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
Alimullah
Ghazal
Gavvaas-e-bahr-e-ishq na tuufaan-e-Gam se Dar
ye bhii shanaavarii kaa tirii imtihaa.n na ho