SEARCH RESULTS
Showing search results for "'ishrat'"
Ghazal MATCHES FOR "'ishrat'"
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ishrat-e-sohbat-e-KHuubaa.n hii Ganiimat samjho
na hu.ii 'Gaalib' agar umr-e-taabii.ii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj agar ghar me.n yahii ra.ng-e-shab-e-ishrat rahaa
log so jaa.e.nge darvaaza khulaa rah jaa.egaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
ishrat-e-KHuld ke liye zaahid-e-kaj-nazar jhuke
mashrab-e-ishq me.n to ye jurm hai bandagii nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
mile mujh ko Gam se fursat to sunaa.uu.n vo fasaana
ki Tapak pa.De nazar se mai-e-ishrat-e-shabaana
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
KHariid sakte hai.n duniyaa me.n ishrat-e-parvez
KHudaa kii den hai sarmaaya-e-Gam-e-farhaad
Allama Iqbal
Ghazal
ab ishrat-o-nashaat kaa saamaan huu.n to huu.n
ham ne to diip KHauf ke maare banaa.e the
Shahid Zaki
Ghazal
ko.ii jiine ko samjhe maaya-e-ishrat buraa kyaa hai
mujhe to ik ibaadat zindagii mahsuus hotii hai
Jigar Barelvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
surKH-ruu hai jahaa.n taariiKH-e-do-aalam 'ishrat'
KHuun Tapkaa hai vahii.n nok-e-qalam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq phir ishq hai jis ruup me.n jis bhes me.n ho
ishrat-e-vasl bane yaa Gam-e-hijraa.n ho jaa.e