SEARCH RESULTS
Showing search results for "'khusrav-amiir'"
Ghazal MATCHES FOR "'khusrav-amiir'"
Ghazal
'KHusrav-amiir' kii yaa barahman kii ho Gazal
muhtaaj kab rahii hai kisii bhii zabaan kii
Ashok Mizaj Badr
Ghazal
vo ajnabii kii tarah aaj ham se milte hai.n
tamaam umr jo 'KHusrav' hamaare saath rahe
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
vaqt kyaa vaqt se ummiid-e-karam kyaa 'KHusrav'
vaqt haalaat kaa KHud marsiyaa.n-KHvaa.n hai ab ke
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
tiraa KHayaal thaa lafzo.n me.n Dhal gayaa kaise
dilo.n me.n sham-e-Gazal ban ke jal gayaa kaise
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
is daur se KHuluus mohabbat vafaa na maa.ng
sahraa se ko.ii saaya ko.ii aasraa na maa.ng
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
dil ko har haal me.n masruuf-e-du.aa rakkhaa hai
mai.n ne ye jurm bhii apne pe ravaa rakkhaa hai
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
is tarah dil me.n tirii yaad ke paikar aa.e
jaise uj.Dii hu.ii bastii me.n payambar aa.e
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
kaun kahtaa hai sar-e-arsh-e-barii.n rahtaa hai
vo to ik dard hai jo dil ke qarii.n rahtaa hai
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
sub.h aatii hai masarrat ke payaamaat liye
zindagaanii ke mahakte hu.e naGmaat liye
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
Dhalte hu.e suuraj kii ziyaa dekh rahe hai.n
sadiyo.n se bhii anjaam-e-vafaa dekh rahe hai.n
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
raushnii le ke kahii.n chaa.nd kahii.n taaro.n se
ham bhii guzre the kabhii vaqt ke baazaaro.n se
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
vo mohabbat na sahii dard-e-mohabbat hii sahii
kuchh to mil jaa.e hame.n aap kii nafrat hii sahii
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
'KHurram' amiir-e-shahr kii dariyaa-dilii to dekh
baiThe hai.n kitne log yahaa.n sar sameT kar
Syed Ali Khurram
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ye khusravii-o-shaukat-e-shaahaana mubaarak
ye qasr ye KHuddaam ye kaashaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
Ghazal
asiir-e-kashmakash-e-intizaar ham bhii hai.n
tirii nigaah ke ummiid-vaar ham bhii hai.n