SEARCH RESULTS
Showing search results for "'rahiim'"
Ghazal MATCHES FOR "'rahiim'"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hazaaro.n bhes me.n phirte hai.n raam aur rahiim
ko.ii zaruurii nahii.n hai bhalaa bhalaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
mire ba.Do.n ne aadatan chunaa thaa ek dasht
vo bas gayaa 'rahiim' yaar-KHaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
kariim hai to mirii laGzisho.n ko pyaar se dekh
rahiim hai to sazaa-o-jazaa kii had se nikal
Ahmad Faraz
Ghazal
jabbaar bhii rahiim bhii qahhaar bhii vahii
saare usii ke naam hai.n allaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
jhuuT kahte hai.n ki aavaaz lagaa saktaa hai
Duubne vaalaa faqat haath hilaa saktaa hai
Sajid Raheem
Ghazal
samajh ke us ko Gafuur-ur-rahiim piitaa huu.n
na chhe.D zikr-e-azaab-o-savaab piine de
Akhtar Shirani
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
tire sivaa hai kariim aur rahiim kis kii zaat
najaat kis se talab ham gunaahgaar kare.n
Rind Lakhnavi
Ghazal
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
sarguzisht apnii to saarii ye hai ai rabb-e-rahiim
darguzar kartaa rahaa tuu ham KHataa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tamaam 'umr mirii soch us me.n uljhii rahii
mai.n jis fareb me.n Daalaa gayaa thaa bachpan me.n
Sajid Raheem
Ghazal
Sajid Raheem
Ghazal
ha.ngaama-e-aafaat idhar bhii hai udhar bhii
barbaadii-e-haalaat idhar bhii hai udhar bhii
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
baKHshish KHudaa kii hai to shafaa.at rasuul kii
rakhtaa huu.n darmiyaan kariim o rahiim kaa