SEARCH RESULTS
Showing search results for ",BePR"
Ghazal MATCHES FOR ",bepr"
Ghazal
mo.atakif garche ba-zaahir huu.n tasavvur me.n magar
kuu-ba-kuu saath ye be-piir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ham ko kyaa kaam kisii aur parii se tauba
aap bhii KHuub hai.n be-par kii u.Daane vaale
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
havas-e-gul ke tasavvur me.n bhii khaTkaa na rahaa
ajab aaraam diyaa be-par-o-baalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh dil ko mire o kaafir-e-be-piir na to.D
ghar hai allaah kaa ye is kii to ta.amiir na to.D
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
dil kaa hai qasd tirii bazm me.n a.D kar jaa.uu.n
kyaa hii be-par kii u.Daataa hai ye parvaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
tuur vaale tirii tanviir liye baiThe hai.n
ham tujhii ko but-e-be-piir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ba.ad sayyad ke mai.n collage kaa karuu.n kyaa darshan
ab mohabbat na rahii is but-e-be-piir ke saath
Akbar Allahabadi
Ghazal
mai.n rahaa to baaG-e-hastii me.n magar
be-navaa be-aashiyaa.n be-par rahaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
kahii.n pahu.ncho bhii mujh be-paa-o-sar tak
ki pahu.nchaa sham.a-saa.n daaG ab jigar tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
us ke kuuche me.n hai.n vo be-par o baal
u.Dte phirte hai.n jo havaa.o.n par
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mai.n huu.n aur merii be-par-o-baalii
dil hai aur dil kii jur.at-e-parvaaz
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
tere kuuche kii hu.aa lag ga.ii shaayad us ko
roz be-par kii u.Daataa hai kabuutar ham se
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ai jabr-e-mashiyat ba-hama be-par-o-baalii
ab bhii hai jinhe.n himmat-e-parvaaz hamii.n hai.n