SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DUe"
Ghazal MATCHES FOR ",Due"
Ghazal
duu-e-aah-e-dil-e-sozaa.n hai 'mubaarak' apnaa
jo dhu.aa.n sham.a se baliin-e-mazaar uThtaa hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
use kaun dekh saktaa ki yagaana hai vo yaktaa
jo du.ii kii buu bhii hotii to kahii.n do-chaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
phir dekhiye andaaz-e-gul-afshaanii-e-guftaar
rakh de ko.ii paimaana-e-sahbaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo ek hii chehra to nahii.n saare jahaa.n me.n
jo duur hai vo dil se utar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai