SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Djbi"
Ghazal MATCHES FOR ",Djbi"
Ghazal
ko.ii fariyaad tire dil me.n dabii ho jaise
tuu ne aa.nkho.n se ko.ii baat kahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
yahii.n husain bhii guzre yahii.n yaziid bhii thaa
hazaar rang me.n Duubii hu.ii zamii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
mai.n vo sahraa jise paanii kii havas le Duubii
tuu vo baadal jo kabhii TuuT ke barsaa hii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
thii shaam zahr-e-ra.ng me.n Duubii hu.ii kha.Dii
phir ik zaraa sii der me.n manzar badal gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
haath jal jaa.egaa chhaalaa na kaleje kaa chhu.o
aag muTThii me.n dabii hai na samajhnaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ye baat baat me.n kyaa naazukii nikaltii hai
dabii dabii tire lab se ha.nsii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
tum apne shikve kii baate.n na khod khod ke puuchho
hazar karo mire dil se ki is me.n aag dabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sach hai ehsaan kaa bhii bojh bahut hotaa hai
chaar phuulo.n se dabii jaatii hai turbat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
hu.ii to hai yuu.nhii tardiid-e-ahd-e-lutf-o-karam
dabii zabaan se iqraar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
phir is ke baa'd manaayaa na jashn KHushbuu kaa
lahuu me.n Duubii thii fasl-e-bahaar kyaa karte