SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Du9m"
Ghazal MATCHES FOR ",Du9m"
Ghazal
sub.h-e-qayaamat ek dum-e-gurg thii 'asad'
jis dasht me.n vo shoKH-e-do-aalam shikaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qaadrii ne Daa.nT kuchh aisii pilaa.ii sher ko
sher muslim-league kaa thaa dum hilaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
phir dum hai vo shimla jo hu.aa had se ziyaada
rakh shimla tuu shimle kaa jo dastuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tumhaare mu.nh me.n ye shohrat kii haDDii
tumhe.n bhii dum hilaanaa aa gayaa hai
Ali Raza Razi
Ghazal
nuqra.ii puThThe kaa Daalaa nahii.n tuu ne muubaaf
hai siyah saaraa badan aur dum-e-maar safed
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
shimla rakhaa jo dosh pe la.nguur kii sii dum
kyaa is me.n shaiKH-jii kii karaamaat ba.Dh ga.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
kajii tabii.at-e-kaj-fahm se ho tab munfak
kisii davaa se dum-e-sag ke gar kajii nikle
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
agar Gairat hai zinda to vasaa.il kiijiye paidaa
hamesha dum hilaane se kisii ko kuchh nahii.n miltaa
Iftikhar Raghib
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
zindagii 'tauqiir' aisaa hai parind
jis ke par hai.n cho.nch aur dum kuchh nahii.n
Tauqeer Zaidi
Ghazal
ham kisii netaa ke dum-chhalle nahii.n ban kar rahe
zindagii ham ne guzaarii hai bahut hii shaan se
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
vo mujh se bhartaa thaa dum dostii kaa lekin jab
aduu se haath milaayaa to aa.nkh bhar aa.ii
Barqi Azmi
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
ba.Dhaa ke riish ko apnii bhii juu.n dum-e-taa.uus
ye kis KHayaal pe bhuulaa hai abla-KHar vaa.iz