SEARCH RESULTS
Showing search results for ",EAlA"
Ghazal MATCHES FOR ",eala"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye mu.aamle hai.n naazuk jo tirii razaa ho tuu kar
ki mujhe to KHush na aayaa ye tariiq-e-KHaanqaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
zamii.n jab adl se bhar jaa.egii nuurun-alaa-nuur
ba-naam-e-maslak-o-maz.hab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
galii bhii ek thii apne makaa.n bhii the nazdiik
isii KHayaal se aayaa thaa puuchhnaa kyaa thaa
Javed Nasir
Ghazal
miTaa diyaa mire saaqii ne aalam-e-man-o-tuu
pilaa ke mujh ko mai-e-la-ilaaha-illa-huu
Allama Iqbal
Ghazal
pa.Dhte hai.n dekh ke us but ko farishte bhii daruud
marhabaa salle-alaa salle-alaa kyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
mu'aaf kar mirii mastii KHudaa-e-azza-va-jal
ki mere haath me.n saaGar hai mere lab pe Gazal