SEARCH RESULTS
Showing search results for ",EYrF"
Ghazal MATCHES FOR ",eyrf"
Ghazal
hamaaraa naam to hai qais-e-saakin-e-sahraa
pukaare jaate hai.n 'ehsaas' urf-e-aam me.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
jis ko ki urf-e-aam me.n kahte hai.n zindagii
ye nashsha apne vaqt se pahle utar na jaa.e
Ateequllah
Ghazal
kahte hai.n jise urf me.n sab sub.h-e-bahaaraa.n
us shaam-e-judaa.ii kii sahar Dhuu.nDh rahaa huu.n
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
mirii hayaat kaa sarmaaya hai.n tirii baate.n
vo 'urf-e-'aam me.n kahlaatii hai.n karaamaate.n