SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Erjd"
Ghazal MATCHES FOR ",erjd"
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
ye jo saa.e se bhaTakte hai.n hamaare ird-gird
chhuu ke un ko dekhiye to vaahima ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ko.ii KHabar thii aamad-o-imkaan-e-sub.h kii
aur us ke ird-gird hisaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
teraa diivaan hai kyaa saamne un ke 'naasiKH'
jo ki qur.aan pe iiraad kiyaa karte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ishq baat kartaa hai dil tavaaf kartaa hai
ird-gard phirne se aashiqii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Ghazal
hai ird-gird ghanaa ban hare daraKHto.n kaa
khulaa hai dar kisii diivaar me.n havaa ke liye
Muneer Niyazi
Ghazal
bichhaa rahaa huu.n ka.ii jaal ird-gard tire
tujhe jaka.Dne kii KHvaahish me.n kab se baiThaa ho.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
ma.nDlaa rahaa hai aaj jo saahil ke ird-gard
tuufaan ko to tum ne ishaara nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
hifaazat hii hamaaraa mas.ala thaa roz-e-avval se
so apne ird-gird ab chaar-diivaarii ziyaada hai
Zafar Iqbal
Ghazal
phir bhii vo iiraad karne saktaa hai
jis ke avval baar iijaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
khii.nchaa nahii.n hisaar ko.ii apne ird-gird
'ishrat' mai.n apnii zaat me.n tanhaa zaruur huu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
vo bevafaa.iyaa.n bhii kare gar to kis tarah
vo jis ke ird-gird vafaa mahv-e-raqs hai
Zeeshan Niyazi
Ghazal
samaa'ato.n ko KHamoshii kii vo aziyyat do
ki ird-gird kaa kohraam Thiik lagne lage
Komal Joya
Ghazal
kis kii yaad me.n umro.n sar-ba-sujuud rahe
ho.nTo.n par auraad likhe to kis ke liye
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
tuu paas thaa to faqat tere ird-gird the ham
ki jis tarah ye patange tavaaf karte hai.n
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
ye ird-gard ke manzar mire shanaasaa hai.n
guzar hu.aa hai isii rahguzar se aage bhii