SEARCH RESULTS
Showing search results for ",GifS"
Ghazal MATCHES FOR ",Gifs"
Ghazal
yahaa.n libaas kii qiimat hai aadmii kii nahii.n
mujhe gilaas ba.De de sharaab kam kar de
Bashir Badr
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
mujhe gilaas ke andar hii qaid rakh varna
mai.n saare shahr kaa paanii sharaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
nahii.n to barf saa paanii tumhe.n jalaa degaa
gilaas lete hu.e u.ngliyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
aalam tilism-e-shahr-e-KHamoshii hai sar-basar
yaa mai.n Gariib-e-kishvar-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jahaa.n hai pyaas vahaa.n sab gilaas KHaalii hai.n
jahaa.n nadii hai vahaa.n tishnagii bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
ab ek umar se guft-o-shuniid bhii to nahii.n
hai.n be-nasiib mire kaan be-navaa mire lab
Ahmad Mushtaq
Ghazal
pa.Dii hai raat ko.ii Gam-shanaas bhii nahii.n hai
sharaab-KHaane me.n aadhaa gilaas bhii nahii.n hai
Ismail Raaz
Ghazal
auro.n kii pyaas aur hai aur us kii pyaas aur
kahtaa hai har gilaas pe bas ik gilaas aur
Charagh Sharma
Ghazal
guft-o-shuniid me.n huu.n basar din bahaar ke
gul ke liye hai gosh zabaa.n KHaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
hai bul-ajab ye zamzama-e-saut-e-sarmadii
kis tarah aa.e ma.ariz-e-guft-o-shunuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kuchh apnii baat kahte kuchh meraa haal sunte
naaz-o-niyaaz kii yuu.n guft-o-shuniid hotii