SEARCH RESULTS
Showing search results for ",JEOL"
Ghazal MATCHES FOR ",jeol"
Ghazal
jaahil ko agar jehl kaa in.aam diyaa jaa.e
is haadisa-e-vaqt ko kyaa naam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
taasiir ke liye jahaa.n tahriif kii ga.ii
ik jhol bas vahii.n pe fasaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Guruur-e-jehl ne hindostaa.n ko luuT liyaa
ba-juz nifaaq ke ab KHaak bhii vatan me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mudda.ii ilm kaa hai jehl-e-murakkab laa-raib
qaul faisal hai faraamosh ye irshaad na kar
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
jehl ko ilm kaa me.aar samajh lete hai.n
log saa.e ko bhii diivaar samajh lete hai.n
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
dushman aaKHir dastaaro.n tak aa pahu.nchaa
ham rishto.n me.n jhol banaa.e baiThe hai.n
Nadeem Farrukh
Ghazal
KHudaa kii maar ho is jehl-e-aagahii pe 'hafiiz'
ba-zo.am-e-KHud yahaa.n har shaKHs ik payambar hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
ban gayaa jehl ke ba.Dhne kaa sabab ai 'ishrat'
yak-ba-yak ilm kii sham.a kaa farozaa.n honaa
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
vaqt kii kamii kah kar jehl ko chhupaate hai.n
aaj-kal kitaabo.n me.n haashiye nahii.n milte
Iffat Zarrin
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
miTte nahii.n dekhii hai shikan ham ne jabiin kii
jab farsh par us ke kahii.n kuchh jhol rahaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
zabt kaa dil me.n kar ke ahd un se ba.Dhaayaa mel-jol
dard se pahle dard kii ham ne davaa KHariid lii
Manzar Lakhnavi
Ghazal
jehl-e-KHirad ne to.D dii.n sab bandishe.n 'shahuud'
'naasiKH' kaa ab ijaara nahii.n hai zabaan par