SEARCH RESULTS
Showing search results for ",KkUJ"
Ghazal MATCHES FOR ",Kkuj"
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
thak-haar ke baiThe hai.n sar-e-kuu-e-tamannaa
kaam aa.e to phir jazba-e-naakaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
girya-kunaa.n kii fard me.n apnaa nahii.n hai naam
ham girya-kun azal ke hai.n girya kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se