SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OOv7"
Ghazal MATCHES FOR ",oov7"
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
jis bazm me.n tuu naaz se guftaar me.n aave
jaa.n kaalbad-e-suurat-e-diivaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
jab naam tiraa liijiye tab chashm bhar aave
is zindagii karne ko kahaa.n se jigar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
mar kar bhii haath aave to 'miir' muft hai vo
jii ke ziyaan ko bhii ham suud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aave jo mastaba me.n to sun lo ki raah se
vaa.iz ko ek jaam-e-mai-e-naab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo ko.ii aave hai nazdiik hii baiThe hai tire
ham kahaa.n tak tire pahluu se sarakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kii us ne garm siina-e-ahl-e-havas me.n jaa
aave na kyuu.n pasand ki ThanDaa makaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaatii hai guzar jii par us vaqt qayaamat sii
yaad aave hai jab teraa yak-baargii aa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
phuulo.n kii mahak aave hai saa.nso.n me.n tumhaarii
motii se bikhar jaave.n hai.n jab baat karo ho
Iqbal Azeem
Ghazal
aarzuu hai raat a.ndherii me.n ki aave maah-ruu
jis ke aage raushnaa.ii sham.a kii be-nuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kartaa hai kaam vo dil jo aql me.n na aave
ghar kaa mushiir kitnaa naadaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
huu.n mai.n bhii tamaashaa.i-e-naira.ng-e-tamannaa
matlab nahii.n kuchh is se ki matlab hii bar aave
Mirza Ghalib
Ghazal
sabr aur ye adaa ki dil aave asiir-e-chaak
dard aur ye kamii.n ki rah-e-naala vaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mat maaniyo ki hogaa ye be-dard ahl-e-dii.n
gar aave shaiKH pahan ke jaama qur.aan kaa