SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OSfh"
Ghazal MATCHES FOR ",osfh"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye ranj o aish hu.e hijr o vasl me.n ham ko
kahaa.n hai dozaKH o jannat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
is taraf aish kii sham.e.n to udhar dil ke charaaG
dekhnaa ye hai ki parvaana kidhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
aa.ii hai kuchh na puuchh qayaamat kahaa.n kahaa.n
uf le ga.ii hai mujh ko mohabbat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii