SEARCH RESULTS
Showing search results for ",PMOn"
Ghazal MATCHES FOR ",pmon"
Ghazal
dekhe hai.n ham ne daur ka.ii ab KHabar nahii.n
paa.o.n tale zamiin hai yaa aasmaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
bas itnii sii duurii ye mai.n huu.n ye manzil
kahaa.n aa ke phuuTe hai.n paa.o.n ke chhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
parii ke paa.o.n gulaabii gudaaz raqs-parast
ta.Daptii machhliyaa.n mehraab-e-lab thiraktii kalii
Shahzad Qais
Ghazal
is se to kahii.n baiTh rahe to.D ke ab paa.o.n
mil jaa.e najaat ishq ko is dar-ba-darii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gahrii hu.ii.n ja.De.n to ye shaaKHe.n harii hu.ii.n
paa.o.n jame to pe.D ke baazuu nikal sake
Kushal Dauneriya
Ghazal
sahraa me.n bhii gaa.uu.n kaa dariyaa saath rahaa
dekho mere paa.o.n abhii tak giile hai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
aaj phir vasl ke u.Dte hu.e lamhe sun le.n
vaqt ke paa.o.n me.n zanjiir hamaarii hogii
Qateel Shifai
Ghazal
ye kis ne aa ke qabr ko rau.ndaa hai paa.o.n se
aatii hai buu-e-gul mirii KHaak-e-mazaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
teraa hijaab uThte hii aaya vo naa-gahaa.n
dushman ke paa.o.n khul ga.e band-e-qabaa ke saath
Anwar Dehlvi
Ghazal
zulf ko haath lagaa.e.nge jo ham
be.Diyaa.n paa.o.n me.n pahnaa.iyegaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
aisaa manzar kahaa.n ruktaa hai kisii ke roke
baa.ndh kar paa.o.n me.n apne jo bha.nvar aataa hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
aable paa.o.n ke kyaa tuu ne hamaare to.De
KHaar-e-sahraa-e-junuu.n arsh ke taare to.De
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
yuu.n lagaa kahne bas divaana na ban
paa.o.n rakh apnaa hoshiyaarii me.n