SEARCH RESULTS
Showing search results for ",aMNK"
Ghazal MATCHES FOR ",amnK"
Ghazal
mai.n amiiq thaa ki palaa hu.aa thaa sukuut me.n
ye jo log mahv-e-kalaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
vo kyuu.n kahe.nge ki dono.n me.n amn ho jaa.e
hamaarii ja.ng se jin kii kamaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
na.ii zamii.n na ko.ii aasmaan maa.ngte hai.n
bas ek gosha-e-amn-o-amaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
hai turfa amn-gaah nihaa.n-KHaana-e-adam
aa.nkho.n ke ruu-ba-ruu se tuu logo.n ke Tal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baa.is-e-amn-o-mohabbat hai agar meraa lahuu
qatra qatra ba-KHudaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
naved-e-amn hai bedaad-e-dost jaa.n ke liye
rahii na tarz-e-sitam ko.ii aasmaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
fareb-e-amn me.n kuchh maslahat to hai varna
sukuun-e-kashtii o taufiiq-e-naa-KHudaa ma.aluum
Fani Badayuni
Ghazal
KHvaahishe.n nahii.n martii.n KHvaahishe.n dabaane se
amn ho nahii.n saktaa goliyaa.n chalaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
hamesha amn nahii.n hotaa faaKHtaa.o.n me.n
kabhii-kabhaar uqaabo.n se bhii kalaam karo
Nida Fazli
Ghazal
kahne ko sham-e-bazm-e-zamaan-o-makaa.n huu.n mai.n
socho to sirf kushta-e-daur-e-jahaa.n huu.n mai.n
Ameeq Hanafi
Ghazal
lahraate hu.e aa.e the vo amn kaa parcham
parcham ko uThaa.e hu.e neze kii anii thii
Anwar Masood
Ghazal
mat 'amiiq' kii aa.nkho.n se dil me.n jhaa.nko
is gahre saagar se naata jo.Do mat