SEARCH RESULTS
Showing search results for ",acHs"
Ghazal MATCHES FOR ",acHs"
Ghazal
ochhii nigaah Daal ke ik samt rakh diyaa
dil kyaa diyaa Gariib kii sauGaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
teG to ochhii pa.Dii thii gir pa.De ham aap se
dil ko qaatil ke ba.Dhaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ochhaa thaa vaar us kaa magar ham na bach sake
kis zahr me.n bujhaa.ii thii us shaKHs ne anii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
apnii naa-ahlii pe qaatil ko na taish aa jaa.e
ochhe zaKHmo.n ko zaraa us se chhupaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
tire KHayaal pe shab-KHuu.n to KHair kyaa karte
bahut hu.aa to ik ochhaa saa haat maar aa.e
Mustafa Zaidi
Ghazal
ko.ii ta.aviiz mil jaa.e ki ye ichhaa kare puurii
bahut vo duur hai lekin mujhe diidaar karnaa hai
Anand Verma
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
aap ne ham ko abhii Thiik se jaanaa kab hai
vaar ye aaKHirii hogaa agar ochhaa aayaa
Saima Ishaq
Ghazal
gardish-e-chashm kii lazzat ko.ii mujh se puuchhe
vaar ochhaa hai ki bharpuur tujhe kyaa maaluum
Saeed Shahidi
Ghazal
pa.Dte hai.n sitamgar ke zaraa vaar bhii ochhe
aur 'fazlii'-e-bismil me.n zaraa dam bhii bahut hai
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
manzar kii ok se ba.Dii ochhii lapak uThii
ham jha.D chuke to pe.D kii Daalii lachak uThii
Aqeel Abbas
Ghazal
logo.n kii dastaar uchhaalii hii jaa.egii
ochhe ko jab mansab aaliishaan milegaa