SEARCH RESULTS
Showing search results for ",bWh"
Ghazal MATCHES FOR ",bwh"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
sahaaraa lenaa hii pa.Dtaa hai mujh ko dariyaa kaa
mai.n ek qatra huu.n tanhaa to bah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
jab zulf yaad aa ga.ii yuu.n ashk bah ga.e
jaise a.ndherii raat me.n barsaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
aa.nkh se bah nahii.n saktaa hai bharam kaa paanii
phuuT bhii jaa.egaa chhaalaa to na degaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
aaj tak ham ko qalaq hai usii rusvaa.ii kaa
bah ga.e the jo bichha.Dne pe hamaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
dariyaa huu.n kisii roz mu.aavin kii tarah mil
ye kyaa ki ham ik lahr me.n bah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
ab iKHtiyaar me.n mauje.n na ye ravaanii hai
mai.n bah rahaa huu.n ki meraa vajuud paanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
kachche makaan jitne the baarish me.n bah ga.e
varna jo meraa dukh thaa vo dukh umr bhar kaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
bastiyaa.n aag me.n bah jaa.e.n ki patthar barse.n
ham agar so.e hu.e hai.n to jagaa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
dariyaa-e-ashk chashm se jis aan bah gayaa
sun liijiyo ki arsh kaa aivaan bah gayaa