SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fIKf"
Ghazal MATCHES FOR ",fiKf"
Ghazal
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhu.e.n me.n u.Daataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik tum ki tum ko fikr-e-nasheb-o-faraaz hai
ik ham ki chal pa.De to bahar-haal chal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
fikr-e-iijaad me.n gum huu.n mujhe Gaafil na samajh
apne andaaz par iijaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
zaalim uThaa tuu parda-e-vahm-o-gumaan-o-fikr
kyaa saamne vo marhala-haa-e-yaqii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
suuraj-dimaaG log bhii ablaaG-e-fikr me.n
zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jaam-o-sahbaa kii mujhe fikr nahii.n ai Gam-e-dil
meraa paimaana to ashko.n hii se bhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
zamiir-e-paak o nigaah-e-buland o masti-e-shauq
na maal-o-daulat-e-qaaruu.n na fikr-e-aflaatuu.n