SEARCH RESULTS
Showing search results for ",hdud"
Ghazal MATCHES FOR ",hdud"
Ghazal
apne faroG-e-husn kii dikhlaa ke vus.ate.n
mere huduud-e-shauq ba.Dhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
paayaa tujhe huduud-e-ta.ayyun se maavaraa
manzil se kuchh nikal ke tiraa raasta milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
huduud-e-zaat se baahar nikal ke dekh zaraa
na ko.ii Gair na ko.ii raqiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
huduud-e-vaqt se baahar ajab hisaar me.n huu.n
mai.n ek lamha huu.n sadiyo.n ke intizaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
apne huduud se na ba.Dhe ko.ii ishq me.n
jo zarra jis jagah hai vahii.n aaftaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab mai.n huduud-e-hosh-o-KHirad se guzar gayaa
Thukraa.o chaahe pyaar karo mai.n nashe me.n huu.n
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
huduud-e-KHaak se baahar nahii.n aa paa.egaa husn
vo jitnaa hai use us se sivaa kyuu.n maa.ngte ho
Farhat Ehsas
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
jo aa ga.e tajallii-e-tanziih-e-zaat me.n
mahduud kis tariiq se ho.nge huduud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mu.nh jaada-e-vafaa se na mo.D ai vafaa-shi.aar
lekin huduud-e-chashm-e-tamaashaa se bach ke chal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mire huduud me.n hai mere aas-paas kii dhund
rahaa ye shahr to is kaa nahii.n ijaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
KHudaa-o-ahrman badle vo iimaan-e-du.ii badlaa
huduud-e-KHair-o-shar badle mazaaq-e-kaafirii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ishq huu.n mere liye paas-e-huduud-e-hosh kyaa
ho ke diivaana bhii ik aalam banaa saktaa huu.n mai.n
Nushur Wahidi
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
aanaa pa.Daa palaT ke huduud o quyuud me.n
chho.Dii bahut thii phir bhii sharaafat ga.ii nahii.n