SEARCH RESULTS
Showing search results for ",knSr"
Ghazal MATCHES FOR ",knsr"
Ghazal
sajaa.e phirte the jhuuTii anaa jo chehro.n par
vo log qasr-e-sikandar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
qasr-e-tan ko yuu.n hii banvaa ye baguule 'naasiKH'
KHuub hii naqsha-e-taamiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mehmaan-e-qasr hai.n hame.n kuchh ramz chaahiye.n
ye puuchh ke bataa.o kha.nDar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gulshan ajab bahaar ke har qasr rashk-e-KHuld
aur gomtii Gazab kii hai dariyaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
qasr-e-ma.aanii ke makii.n the phir bhii
tai na kii lafz kii vaadii ham ne
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ham tire KHvaabo.n kii jannat se nikal kar aa ga.e
dekh teraa qasr-e-aalii-shaan KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Ghazal
kabhii mai.n aab ke tamiir-karda qasr me.n huu.n
kabhii havaa me.n banaa.e hu.e se ghar me.n thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
puraane vaqto.n kaa hai qasr zindagii merii
tumhaaraa naam bhii is me.n kahii.n likhaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
kahaa ye kis ne ki hai qasr-e-ishq rahn-e-shabaab
banaane vaale ise umr-bhar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
ik tajallii se munavvar kiijiye qasr-e-hayaat
har tajallii par dil-e-KHaana-KHaraab aayaa to kyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHabar kise hai kise puuchhiye bataa.e kaun
puraane qasr me.n kyaa sub.h-o-shaam jaltaa thaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
qadam huzuur ke aa.e mire nasiib khule
javaab-e-qasr-e-sulaimaa.n Gariib-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
na sikandar hai na daaraa hai na qaisar hai na jam
be-mahal KHaak me.n hai.n qasr banaane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
zindagii saa.nso.n kaa taptaa hu.aa sahraa hii sahii
mai.n ne is ret pe ik qasr banaa rakkhaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
yaad ke qasr hai.n ummiid kii qindiile.n hai.n
mai.n ne aabaad kiye dard ke sahraa kaise