SEARCH RESULTS
Showing search results for ",muti"
Ghazal MATCHES FOR ",muti"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik hasii.n dilkash mohabbat ham ne kii
yuu.n mukammal ik ibaadat ham ne kii
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
ik mohabbat thii jo thii tartiib me.n
varna shai thii kab ko.ii tartiib me.n
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
mil kar dil jab bad-dil hote jaate hai.n
tab din kaafii mushkil hote jaate hai.n
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
mujhe zabaan zaruurat thii ik sadaa ke liye
ko.ii na thaa mire ahbaab me.n vafaa ke liye
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
mujhe bulaayaa to thaa zindagii ne mai.n na milaa
pukaaraa bhii thaa tirii dostii ne mai.n na milaa
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
ye dil machal gayaa to hamaaraa banegaa kyaa
suuraj pighal gayaa to hamaaraa banegaa kyaa
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
bas jhuuTii-muuTii KHabre.n chhaptii rahtii hai.n
aur bhalaa in aKHbaaro.n me.n kyaa rakkhaa hai
Shahabuddin Saqib
Ghazal
phuul se rang judaa honaa ko.ii khel nahii.n
apnii miTTii ko kahii.n chho.D ke jaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
vaqt ke saath hai miTTii kaa safar sadiyo.n se
kis ko ma.aluum kahaa.n ke hai.n kidhar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
mire haatho.n se lag kar phuul miTTii ho rahe hai.n
mirii aa.nkho.n se dariyaa dekhnaa sahraa lagegaa