SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nqTA"
Ghazal MATCHES FOR ",nqTa"
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
rang se KHushbuu.o.n kaa naataa TuuTtaa jaataa hai
phuul se log KHizaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ilaaj-e-zof-e-yaqii.n in se ho nahii.n saktaa
Gariib agarche hai.n 'raazii' ke nukta-haa-e-daqiiq
Allama Iqbal
Ghazal
nazar nahii.n to mire halqa-e-suKHan me.n na baiTh
ki nukta-haa-e-KHudii hai.n misaal-e-teG-e-asiil
Allama Iqbal
Ghazal
sanam-kada hai jahaa.n aur mard-e-haq hai KHaliil
ye nukta vo hai ki poshiida laa-ilaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
yak nuqta tire safha-e-ruKH par na.i.n bejaa
is mukh ko tire safha-e-qur.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tum se sadiyo.n kii vafaa.o.n kaa ko.ii naata thaa
tum se milne kii lakiire.n thii mire haatho.n me.n
Saeed Rahi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
adaa-e-KHaas se 'Gaalib' hu.aa hai nukta-saraa
salaa-e-aam hai yaaraan-e-nukta-daa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
aage bichhaa ke nataa ko laate the teG o tasht
karte the yaanii KHuun to ik imtiyaaz se