SEARCH RESULTS
Showing search results for ",sOia"
Ghazal MATCHES FOR ",soia"
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n jaaduu kaa khilaunaa hai
mil jaa.e to miTTii hai kho jaa.e to sonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
vo sunnii bachcha kaun thaa jis kii jafaa ne 'jaun'
shii.aa banaa diyaa hame.n shii.aa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
is tarah so.e hai.n sar rakh ke mire zaanuu par
apnii so.ii hu.ii qismat ko jagaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat pe royaa na tuu na mai.n
lekin ye kyaa ki chain se soyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
mai.n raat TuuT ke royaa to chain se soyaa
ki dil kaa zahr mirii chashm-e-tar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mil kar judaa hu.e to na soyaa kare.nge ham
ik duusre kii yaad me.n royaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
ek muddat se mirii maa.n nahii.n so.ii 'taabish'
mai.n ne ik baar kahaa thaa mujhe Dar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
bekaar gayaa ban me.n sonaa miraa sadiyo.n kaa
is shahr me.n to ab tak sikka bhii nahii.n badlaa