SEARCH RESULTS
Showing search results for "آبلہ"
Ghazal MATCHES FOR "آبلہ"
Ghazal
KHush hai.n to phir musaafir-e-duniyaa nahii.n hai.n aap
is dasht me.n bas aabla-paa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
jis taraf bhii chal pa.De ham aabla-paayaan-e-shauq
KHaar se gul aur gul se gulsitaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vahshat-e-dil sila-e-aabla-paa.ii le le
mujh se yaa-rab mire lafzo.n kii kamaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
qadmo.n ko shauq-e-aabla-paa.e to mil gayaa
lekin ba-zarf-e-vus.at-e-sahraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaa.nTo.n kii zabaa.n suukh ga.ii pyaas se yaa rab
ik aabla-paa vaadii-e-pur-KHaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
uTh ke manzil hii agar aa.e to shaayad kuchh ho
shauq-e-manzil to miraa aabla-paa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
aabla-paa ko.ii is dasht me.n aayaa hogaa
varna aa.ndhii me.n diyaa kis ne jalaayaa hogaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
ab yahii soch liyaa dil me.n ki manzil ke baGair
ghar palaT aa.uu.n to mai.n aabla-paa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
ishq kii raah me.n hai charKH-e-makaukab kii vo chaal
sust-rau jaise ko.ii aabla-paa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
asar-e-aabla se jaada-e-sahraa-e-junuu.n
suurat-e-rishta-e-gauhar hai charaaGaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
raaho.n me.n ko.ii aabla-paa ab nahii.n miltaa
raste me.n magar qaafila-saalaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
dasht me.n kis se kare.n aabla-paa.ii kaa gilaa
rahnumaa ko.ii nahii.n naqsh-e-qadam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
ham-safar raah-e-adam me.n na ho taaro.n-bharii raat
ham pahu.nch jaa.e.nge is aabla-paa se pahle