SEARCH RESULTS
Showing search results for "آسان"
Ghazal MATCHES FOR "آسان"
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jiinaa mushkil hai ki aasaan zaraa dekh to lo
log lagte hai.n pareshaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
bahut dushvaar hai mere liye us kaa tasavvur bhii
bahut aasaan hai us ke liye dushvaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
ha.ns ke farmaate hai.n vo dekh ke haalat merii
kyuu.n tum aasaan samajhte the mohabbat merii
Ameer Minai
Ghazal
bhuul jaanaa mujhe aasaan nahii.n hai itnaa
jab mujhe bhuulnaa chaahoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
aate aate ishq karne kaa hunar aa jaa.egaa
rafta-rafta zindagii aasaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
apnii har saa.ns ko niilaam kiyaa hai mai.n ne
log aasaan hu.e hai.n ba.Dii dushvaarii se