SEARCH RESULTS
Showing search results for "آلودہ"
Ghazal MATCHES FOR "آلودہ"
Ghazal
zamzam hii pe chho.Do mujhe kyaa tauf-e-haram se
aaluudaa-ba-mai jaama-e-ehraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
chand KHuu.n-aaluuda aa.nsuu jazb-e-daaman ho ga.e
paikar-e-saada me.n Gam ko rang bharnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aaluuda us galii kii jo huu.n KHaak se to 'miir'
aab-e-hayaat se bhii na ve paa.nv dho.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gubaar-aaluuda chehro.n par na jaanaa
inhii.n me.n kiiqabaad-o-jam bahut hai.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mirii fazaa.e.n hai.n ab tak Gubaar-aaluuda
bikhar gayaa thaa vo kitnaa mujhe jaka.Dte hu.e
Ameer Imam
Ghazal
'miir' aavaara-e-aalam jo sunaa hai tuu ne
KHaak-aaluuda vo ai baad-e-sabaa mai.n hii huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
hiqaarate.n hii milii.n ham ko za.ng-aaluuda
dilo.n me.n yuu.n to ka.ii qism ke KHazaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aaluuda-e-gunaah hai apnaa riyaaz bhii
shab kaaTte hai.n jaag ke muG kii dukaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye bhii kyaa rang hai ai nargis-e-KHvaab-aaluuda
shahr me.n sab tire jaaduu ke hai.n maare hu.e log
Aziz Hamid Madni
Ghazal
ye kaa.enaat aur itnii sharaab-aaluuda
kisii ne apnaa KHumaar-e-nazar bikheraa thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
apne hii KHuun me.n aaluuda kiye baiThaa huu.n
kaun is haath me.n ab dast-e-hinaa.ii degaa
Mohammad Alvi
Ghazal
kahii.n manzar asaaliib-e-havas ke chaar-suu hai.n
kahii.n pe KHuun-aaluuda fazaa hai intihaa hai
Tahir Adeem
Ghazal
aaluuda chashm me.n na hu.ii surme se nigaah
dekhaa jahaa.n se saaf hii ahl-e-safaa chale