SEARCH RESULTS
Showing search results for "آمر"
Ghazal MATCHES FOR "آمر"
Ghazal
us ne dil par qabza kiyaa ban baiThaa aamir
ham ne jis kii shaahii se inkaar kiyaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
aamir-e-aql se 'shahzaad' baGaavat kar le.n
aa.o us shaKHs se iqraar-e-mohabbat kar le.n
Farhat Shahzad
Ghazal
nazre.n ye kis se vaqt ke aamir ne pher lii.n
neze pe aaj dekhiye kis kaa ye sar uThaa
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
jaan dii kitne sitaaro.n ne isii ummiid par
sub.h ke hone me.n aaKHir kis liye taaKHiir hai
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ajab haalaat the yuu.n dil kaa saudaa ho gayaa aaKHir
mohabbat kii havelii jis tarah niilaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n