SEARCH RESULTS
Showing search results for "آن"
Ghazal MATCHES FOR "آن"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
maut kii raah na dekhuu.n ki bin aa.e na rahe
tum ko chaahuu.n ki na aa.o to bulaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
miT jaa.e.n ek aan me.n kasrat-numaa.iyaa.n
ham aa.ine ke saamne jab aa ke huu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
us kii galii se uTh ke mai.n aan pa.Daa thaa apne ghar
ek galii kii baat thii aur galii galii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har manzar me.n ab ham dono.n hote hai.n
mujh me.n aise aan base ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
gah lohuu Tapaktaa hai gah laKHt-e-dil aa.nkho.n se
yaa Tuk.De jigar hii ke har aan nikalte hai.n