SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابرو"
Ghazal MATCHES FOR "ابرو"
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
taaq-e-abruu me.n sanam ke kyaa KHudaa.ii rah ga.ii
ab to puuje.nge usii kaafir ke but-KHaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ashk apnaa ki tumhaaraa nahii.n dekhaa jaataa
abr kii zad me.n sitaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kisii ko chaltaa hu.aa dekh le.n to chalte bane.n
Gazaal mornii mauje.n nujuum abr gha.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
maa.il-ba-Gair honaa tujh abruu kaa aib hai
thii zor ye kamaa.n vale KHam-cham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham kushtgaan-e-ishq hai.n abruu-o-chashm-e-yar
sar se hamaare teG kaa saaya na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tere liye taqdiir mirii jumbish-e-abruu
aur mai.n tiraa iimaa-e-nazar dekh rahii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
aaj bhii said-gah-e-ishq me.n husan-e-saffaak
liye abruu kii lachaktii sii kamaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kar diyaa kyaa tire abruu ne ishaara qaatil
ki qazaa haath me.n talvaar liye phirtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai abr to kyaa chaahe falak ko bhii jalaa de
bijlii me.n kahaa.n shola-fishaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ab ko.ii Gazal-chehra dikhaa.ii nahii.n detaa
ab shahr me.n abruu kii kamaane.n nahii.n hotii.n
Munawwar Rana
Ghazal
is dil me.n abhii aur bhii zaKHmo.n kii jagah hai
abruu kii kaTaarii ko do aab aur ziyaada
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mujh se nazar milaa ke tum abruu me.n bal na do
siidhaa chalegaa tiir na Te.Dhii kamaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
ham ko to un ke KHanjar-e-abruu ke ishq me.n
din zindagii ke kaaTne dushvaar ho ga.e
Hairat Allahabadi
Ghazal
abruu se un ke Gamza tiir-e-adaa lagaataa
ye dil qatiil hotaa ye jaa.n shahiid hotii