SEARCH RESULTS
Showing search results for "اذن"
Ghazal MATCHES FOR "اذن"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
unhii kii ramz chalii hai galii galii me.n yahaa.n
jinhe.n udhar se kabhii izn-e-guftuguu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai
tahniyat ai dil ki ab diivaar dar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
izn-e-KHiraam lete hu.e aasmaa.n se ham
haT kar chale hai.n rahguzar-e-kaarvaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
phir vo parvaane jinhe.n izn-e-shahaadat na milaa
phir vo sham.e.n ki jinhe.n raat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
hai dostii to mujhe izn-e-mezbaanii de
tuu aasmaa.n se utar aur mirii zamiin pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut hai fursat-e-diivaangii kii hasrat bhii
'vahiid' vaqt gar izn-e-Gazal-saraa.ii na de
Waheed Akhtar
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
ab izn ho to tirii zulf me.n piro de.n phuul
ki aasmaa.n ke sitaare to isti.aare the