SEARCH RESULTS
Showing search results for "اعداد"
Ghazal MATCHES FOR "اعداد"
Ghazal
saal ke saath badalnaa nahii.n aataa 'kaazim'
haa.n badal jaate hai.n a.adaad magar mai.n to nahii.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
bas itnii der me.n aadaad ho ga.e tabdiil
ki jitnii der me.n ham ne unhe.n shumaar kiyaa
Sagheer Malal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
be-ra.ng me.n naira.ng hai vahdat me.n hai kasrat
a.adaad ho.n afraad jo ho tark-e-izaafaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mai.n ikaa.ii kii tarah sab me.n samaayaa 'maajid'
baat ba.Dh jaa.egii aadaad ko ginvaa.o nahii.n
Majid-ul-Baqri
Ghazal
jotshii ko.ii ulaT-pher kaa hal hai ki nahii.n
sab sitaare hai.n nahuusat bhare aa'daad samet
Komal Joya
Ghazal
jam.a kartaa rahaa ye suud-o-ziyaa.n ke a.adaad
umr bhar zehn-e-bashar uljhaa hisaabo.n me.n rahaa
Sharar Fatehpuri
Ghazal
ilm-e-a.adaad se hotaa hai hijaab-e-akbar
ek har haal me.n huu.n kul me.n rahaa kartaa huu.n
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
har zamaane me.n qalam kaa yahii dastuur rahaa
qatl hone pe kiye jaate hai.n a.adaad raqam
Shakeel Haidar
Ghazal
nasl-dar-nasl milaa hai hame.n uftaad kaa dukh
mire ajdaad kaa dukh hai mirii aulaad kaa dukh
Sheeraz Sagar
Ghazal
zero likhaa hu.aa hai muqaddar me.n jab mire
aise me.n mere jaam ke a.adaad kyaa kare.n
Masood Jafari
Ghazal
bas lakiire.n sii kitaabo.n me.n nazar aatii hai.n
lafz kab milte hai.n aa'daad kahaa.n milte hai.n
Tuaqeer Chughtai
Ghazal
kyaa kare.n ham be-kafan laasho.n ke a.adaad-o-shumaar
aariz-o-lab kii sunahrii daastaa.n hote hu.e
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ho ke israar-e-Gam-e-taazaa se majbuur-e-fuGaa.n
chashm ko ashk-e-tar imdaad kiyaa hai mai.n ne