SEARCH RESULTS
Showing search results for "اعزاز"
Ghazal MATCHES FOR "اعزاز"
Ghazal
majlis me.n mire zikr ke aate hii uThe vo
badnaami-e-ushshaaq kaa e.azaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
mujh ko qismat hii pahu.nchne nahii.n detii varna
ek e.azaaz hai us dar kaa gadaagar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
manzil-e-ishq-o-tavakkul manzil-e-ezaaz hai
shaah sab baste hai.n yaa.n ko.ii gadaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
tuu ne fan kii nahii.n shajre kii himaayat kii hai
tere e.azaaz ko tauhiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
umr bhar sa.ng-zanii karte rahe ahl-e-vatan
ye alag baat ki dafnaa.e.nge e.azaaz ke saath
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dil se sharminda huu.n ye ash.aar jo mai.n ne kahe
aap ke e.azaaz me.n diivaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
is liye bhii miraa e.azaaz pe haq bantaa hai
sar jhukaa.e hu.e jaataa huu.n jidhar jaataa huu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
sub.h-e-chaman me.n ek yahii aaftaab thaa
is aadmii kii laash ko e.azaaz se uThaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
us ke naam pe maare.n khaanaa ab e.azaaz hamaaraa
aur kisii kii ye izzat auqaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
kisii ko kyuu.n mai.n ye ezaaz baKHshu.ngaa
mai.n KHud apnii hifaazat kar rahaa huu.n
Ameer Qazalbash
Ghazal
dil dard-e-mohabbat se to vaaqif bhii nahii.n thaa
jaanaa.n tire baKHshe hu.e e.azaaz se pahle
Afzal Allahabadi
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
har qaidii par aazaadii kii had jaarii kar dii
ho.nTo.n kaa ejaaz hu.e jo naGme saaz me.n the
Saqi Faruqi
Ghazal
bikheraa gayaa hai lahuu un ke e.azaaz me.n
bahaaro.n me.n KHushbuu-e-KHuun-e-shahiidaa.n bhii hai