SEARCH RESULTS
Showing search results for "اقدام"
Ghazal MATCHES FOR "اقدام"
Ghazal
jis ne qudrat ke har iqdaam se Takkar lii hai
vo pashiimaa.n na hu.aa jabr-e-mashiyyat ke sivaa
Aziz Warsi
Ghazal
aise iqdaam kaa haasil hai yahaa.n naakaamii
bazm-e-saaqii hai ye 'kashfii' yahaa.n KHuddaar na ban
Kashfi Lucknavi
Ghazal
kiye ga.e hai.n jo itne hifaazatii iqdaam
ye dekhnaa hai yahaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
aaj se mai.n apne har iqdaam me.n aazaad huu.n
jhaa.nkte the jo mire ghar me.n vo ham-saa.e ga.e
Talib Johari
Ghazal
do kinaare jaise dariyaa ke nahii.n milte kabhii
ham se iqdaam-e-jafaa un se vafaa! mumkin nahii.n
Matin Niazi
Ghazal
us ko jab ki mire anjaam se kuchh kaam nahii.n
mujh ko bhii ishq ke iqdaam se kuchh kaam nahii.n
Adeel Zaidi
Ghazal
vo khule jism phiraa shahr ke baazaaro.n me.n
log kahte hai.n ye iqdaam dileraana thaa
Zubair Rizvi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
tuul khii.nch ai shab-e-mai-KHaana ki sab kaar-e-siyaah
ba-hama lazzat-e-iqdaam abhii baaqii hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
roz-e-jazaa umiid hai sab ko sazaa mile
iqdaam-e-qatl me.n hai.n mire sab hasii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
har baar hame.n dete hai.n paiGaam-e-mohabbat
tum bhii to ba.Dhaa.o kabhii iqdaam-e-mohabbat
Anuj Nagendra
Ghazal
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
aaKHir-e-kaar hu.aa qaid-e-zamii.n se aazaad
maah-o-anjum ne ye iqdaam-e-bashar dekhaa hai