SEARCH RESULTS
Showing search results for "الو"
Ghazal MATCHES FOR "الو"
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
marne ko huu.n raazii mere marne par
dekhuu.n kis kaa ulluu siidhaa hotaa hai
Om Bhutkar Maghloob
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
merii fariyaad-o-fuGaa.n sun kar haraamii ne kahaa
ye usii ulluu-ke-paTThe 'buum' kii aavaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
cake biscuit khaa.e.nge ulluu-ke-paTThe raat din
aur shariifo.n ke liye aaTaa giraa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
Ghazal
maut hai ruuh kii me.araaj to phir ai 'siimaab'
ye uluu hai mirii daanist me.n uftaad nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Muntazir Firozabadi
Ghazal
log viiraane me.n chhup jaa.e.nge maare KHauf ke
bastiyo.n ke biich ulluu boltaa rah jaa.egaa
Zafar Zaidi
Ghazal
ye kyaa tarz-e-mohabbat hai muraade.n Gair ko lekin
hame.n ulluu banaate ho KHudaa Gaarat kare tum ko
Anwar Sheikh
Ghazal
uluu me.n hii jhuuTaa huu.n paimaa.n-shikan huu.n
nahii.n ab to kuchh mujh se shikva tumhaaraa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
saa.e saro.n pe maut ke ma.nDlaate hai.n magar
ham phir bhii jii rahe hai.n uluu-himmatii ke saath
Jalal Aarif
Ghazal
baadal dikhaa ke aa.nkho.n me.n sapne sajaa ga.ii
saavan kii rut bhii gaa.nv ko ulluu banaa ga.ii
Faheem Jogapuri
Ghazal
ulluu kaa paTThaa Gairo.n ko bosa diye gayaa
phailaa hii rah gayaa miraa daamaan-e-aarzuu
Boom Merathi
Ghazal
uluu ye KHuub hu.aa aap tum chale aa.e
mai.n kahtaa hii thaa ki aaj un se jaa ke mil dil me.n