SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوراق_پریشاں"
Ghazal MATCHES FOR "اوراق_پریشاں"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is dil se mire ishq ke armaa.n ko nikaalo
tahriir se auraaq-e-pareshaa.n ko nikaalo
Nitin Nayab
Ghazal
mere auraaq-e-pareshaa.n dekhne vaale kabhii
mai.n kitaab-e-ishq thaa aur dil miraa shiiraaza thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
Umar Quraishi
Ghazal
ab to tum tartiib de sakte ho afsaana miraa
thak gayaa huu.n mai.n to auraaq-e-pareshaa.n dekh kar
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
ye shab-o-roz bhii auraaq-e-pareshaa.n kii tarah
baarhaa vaqt kii aa.ndhii me.n bikhar jaate hai.n
Raees Akhtar
Ghazal
Abrar Shahjahanpuri
Ghazal
Azmat Bhopali
Ghazal
misl-e-auraaq-e-pareshaa.n hai kitaab-e-hastii
nusKHa-e-dard kii tasviid nahii.n kar sakte
Badr Muneer
Ghazal
ik jagah rahne nahii.n detii zamaane kii havaa
ho rahaa huu.n misl-e-auraaq-e-pareshaa.n in dino.n
Ibraheem Aajiz
Ghazal
havaa chalii to pareshaa.n hu.e shajar auraaq
magar na the vo hamaarii tarah bikharte hu.e
Farrukh Jafari
Ghazal
the pareshaa.n to bahut umr-e-ravaa.n ke auraaq
ham ne shiiraaza-e-ulfat ko bikharne na diyaa
Saqib Azimabadi
Ghazal
bikhre hu.e se 'raahii' ye auraaq-e-zindagii
apnii hayaat zulf-e-pareshaa.n se kam nahii.n
Rahi Shahabi
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
'saaqib' bayaaz-e-sher kii tartiib KHaas ho
auraaq-e-gul kii tarah pareshaa.n hai shaa.erii