SEARCH RESULTS
Showing search results for "باس"
Ghazal MATCHES FOR "باس"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
laa.ii hai ab u.Daa ke ga.e mausamo.n kii baas
barkhaa kii rut kaa qahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
fazaa kaa habs shaguufo.n ko baas kyaa degaa
badan-dariida kisii ko libaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dard me.n shiddat-e-ehsaas nahii.n thii pahle
zindagii raam kaa ban-baas nahii.n thii pahle
Shakeel Azmi
Ghazal
baat to ye hai bande ke kirdaar se KHushbuu aa.e
gucci boss lagaane se kirdaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
badan kii boss nasiim-e-libaas buu-e-nafas
ko.ii mahak ho usii KHaak-daa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tumhaare baad to har ik qadam hai ban-baas
hamaaraa shahr ke logo.n me.n kab shumaar hu.aa