SEARCH RESULTS
Showing search results for "باعث"
Ghazal MATCHES FOR "باعث"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
ra.nj hotaa hai to aisaa ki bataa.e na bane
jab kisii apne ke baa.is ko.ii apnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
hu.ii taaKHiir to kuchh baa.is-e-taaKHiir bhii thaa
aap aate the magar ko.ii inaa.n-giir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baa.is-e-rashk hai tanhaa-ravii-e-rah-rav-e-shauq
ham-safar ko.ii nahii.n duurii-e-manzil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
baa.is-e-aasuudgii hai hashr-saamaanii mujhe
raas aatii hai ba.Dii mushkil se aasaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
taziin-e-kaa.enaat kaa baa.is vahii bane
duniyaa se iKHtilaaf kii jur.at jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kyaa majaal un kii na de.n KHat kaa javaab
baat kuchh baa.is-e-taaKHiir to hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
shaayad isii baa.is vo firozaa.n hai abhii tak
suuraj ne kabhii raat kii zulmat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
kasrat-e-aazaar ne ta.aliim de dii zabt kii
jabr ke baa.is se dil ko sabr karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
ye baa.is-e-naumiidi-e-arbaab-e-havas hai
'Gaalib' ko buraa kahte hai.n achchhaa nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
lucknow aane kaa baa.is nahii.n khultaa yaanii
havas-e-sair-o-tamaashaa so vo kam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
rut badalte hii badal jaatii hai niyyat merii
jab bahaar aatii hai tauba-shikanii hotii hai