SEARCH RESULTS
Showing search results for "بجلیاں"
Ghazal MATCHES FOR "بجلیاں"
Ghazal
'siimaab' be-ta.Dap sii ta.Dap hijr-e-yaar me.n
kyaa bijliyaa.n bharii hai.n dil-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Syed sadiq husain
Ghazal
vo jin ke saa.e se bhii bijliyaa.n laraztii thii.n
mirii nazar se kuchh aise bhii aashiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo siidhii-saadii adaa.e.n ki bijliyaa.n barse.n
vo dil-baraana muravvat ki 'aashiqaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
uTThaa jo abr dil kii uma.nge.n chamak uThii.n
lahraa.ii.n bijliyaa.n to mai.n lahraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
bijliyaa.n bhar paa.nv me.n aage zamaane se nikal
ban gayaa jo tuu Gubaar-e-rah-guzar dekhegaa kaun
Manzar Bhopali
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
sukh jaise baadalo.n me.n nahaatii huu.n bijliyaa.n
dukh jaise bijliyo.n me.n ye baadal nahaa liye
Kunwar Bechain
Ghazal
bijliyaa.n ab to tire abr-e-karam kii barse.n
umr-bhar apne sulagte kaa tamaashaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
itne hassaas hai.n saa.nso.n se pighal jaate hai.n
bijliyaa.n ham pe giraane kii zaruurat kyaa thii
Saadullah Shah
Ghazal
jahaa.n bijliyaa.n KHud amaa.n Dhuu.nDtii hai.n
vahaa.n ham nasheman banaa.e hu.e hai.n
Hafeez Banarasi
Ghazal
Hilal Fareed
Ghazal
havaala-e-nigah-e-sharamgii.n hu.ii.n aaKHir
vo bijliyaa.n jo kahii.n aasmaa.n giraa na sakaa